Bahot door mujhe chale jaana hai
Bahot nazdeek mujhe aana hai
Teri baahon mein mujhe
Aaj mar jaana hai
Kissi ko iss jagah pe nahin aana hai
Kissi ko iss jagah se nahin jaana hai
Teri baahon mein mujhe
Aaj mar jaana hai
Jaane mile ya na mile
Phir aesi tanhaayi
Dil ki lagi le ne lagi
Seene mein angdaayi
Mujhko chhupa le
Dil mein basaa le
Dekh bura
Yeh zamana hai
Kissi ko iss jagah pe nahin aana hai
Kissi ko iss jagah se nahin jaana hai
Teri baahon mein mujhe
Aaj mar jaana hai
Kya zindagi kat jaayegi
Bas teri yaadon mein
Yeh raat bhi dhal jaayegi
Kya yoon hi waadon mein
Armaan nikle
Ya jaan nikle
Pyaar mera
Deewana hai
Kissi ko iss jagah pe nahin aana hai
Kissi ko iss jagah se nahin jaana hai
Teri baahon mein mujhe
Aaj mar jaana hai
Mere badan mein oh sajan
Jaagi ek chingaari
Toot jaayegi jal jaayegi
Iss mein duniya saari
Iss ko bujha de
Shola banaa de
Kehta yeh
Parwana hai
Bahot door mujhe chale jaana hai
Bahot nazdeek mujhe aana hai
Teri baahon mein mujhe
Aaj mar jaana hai
Bahot door mujhe chale jaana hai
Bahot nazdeek mujhe aana hai
Teri baahon mein mujhe
Aaj mar jaana hai
Thursday, September 22, 2011
Posted by perpetual wonderer at 7:35 PM
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
0 Comments:
Post a Comment